How Search Engines Optimization Work For Us....!

Arib Alam Siddiqui
0

Search Engines Optimization Work Smart And Fast For Us...!


A Search Engine Is Software That Is Commonly Found On The Internet. A Search Engine Is a Large Database Of Internet Resources Such As Web Pages, Newsgroups, Programs, Images, And So On. It Helps To Find Information On The World Wide Web. The User Can Search For Any Information By Query In The Form Of Keywords Or Phrases.It Then Searches For Relevant Information In Its Databases And Returns It To The User, But This Process May Be Running In Microseconds. Search Engines Are Among The Most Popular And Useful Tools The Web Offers. Today, There Are Many
Search Engines Available On The Internet, Each With Its Own Capabilities And Features 
Popular Search Engines Such As Google, Bing, Yahoo!, Ask, Aol, Yandex They Can Be Accessed Using Ultimate, Hotboot, Excite, Lycos And More. 
The Importance Of Search Engines Can Be Easily Seen Because This Is The Place On The Internet In Which We All Go To Search For Information, For Users, The Search Engine Is Accessed Through The
Browser Of Their Computer, Smartphone, Tablet, Or Any Other Device Nowadays Most Browsers Google Chrome, Uc Browser, Omni Box, Firefox And Opera Use Major Search Engines Consist Of Millions And Sometimes Billions Of Pages, Many Search Engines Not Only Search The Pages But Also Show The Results According To Their Importance. This Significance Is Usually Determined Using Different Algorithms.

_________________________________________________

Roman Urdu Translation:

Hamaray Liye Search Engine Hoshyari Aur Taizi Kaam Karte Hain...!

Search Engine Aik Software Hai Jisay Aam Tor Par Internet Par Haasil Kya Jata Hai, Search Engine Se Murad Internet Wasail Ka Aik Bohat Bara DataBase Hai Jaisay Web Pages, News Groups, Programs, Videos, Images Waghera Dekhne Sune Or Parhne k Liye Istemal Kia Jata Hai.Search Engine Hamme World Wide Web Par Maloomat
Talaash Karne Mein Madad Karta Hai. Sarif Matlooba Alfaaz Ya Fiqray Ki Shakal Mein Istafsaar Karte Hue Kisi Bhi Maloomat Ki Talaash Kar saktha Hai. Is Ke Baad Woh Apne DataBases Mein Mutaliqa Maloomat Talaash Karta Hai Aur Sarif Ko Wapas Karta Hai Par Shayad Uska Yeh Amal Micro-Secondon Mein Chal Raha Hota He.Search Engine Un Sab Se Mashhoor Aur Mufeed Tools Mein Shaamil Hain Jo Web Ko Paish Karte Hain. Aaj Internet Par Bohat Saaray Search Engine Dastiyab Hain, Har Aik Apni Salahiyaton Aur Khususiyaat Mein
Mohar Hain,Internet Par Paaye Jaaane Wali Maloomat Ki Wasi Miqdaar Par Maqbool Search Engine Jaisay Google, Bing, Yahoo!, Ask,Aol,Yandex, HotBoot, Excite, Lycos Aur Bohat Kuch Istemaal Kar kay Un Tak Rasai Haasil Ki Ja Sakti Hai. Search Enginon Ki Ahmiyat Aasani Se Dekhi Ja Sakti Hai Kyun kay Internet Par Hi Yeh Woh Jagah Hai Jis Mein Hum Sab Ke Baray Mein Maloomat Talaash Karne Ke Liye Jatay Hain, Sarfeen Ke Liye, Un Ke Computers, Smart Phones,Tablets, Ya Kisi Aur Alay Ke Browser Ke Zariye Search
Engine Tak Rasai Haasil Ki Jati HaiAaj Kal Sarfeen  Ziyada Tar Browser Google Chrome, UC Browser, Omni Box, Firefox Or Opera Istemaal Karte Hain. Barray Search Engine Lakhoon Aur Baaz Auqaat Arbon Safhaat Par Mushtamil Hotay Hain, Bohat Saaray Search Engine Na Sirf Safhaat Ko Talaash Karte Hain. Balkay Un Ki Ahmiyat Ke Mutabiq Nataij Bhi Zahir Karte Hain. Aam Tor Par Muktalif Algorithms Istemaal Kar kay Iski Ahmiyat Ka Taayun Kya Jata Hai...!

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)