There Is Smart And Fast Media In The World Today...!
Media Is Now An Important Part Of Our Lives, It Is Playing a Very Important Role In Every Walk Of Life. It Connects Us To World Scenarios And Informs Us Of Many Things Like News, History, Entertainment Etc. Which Helps Us a Lot In Becoming An Upgraded Personality.
The Media Helps Bring The Real Facts And Information Of The World Before Our Eyes. If It Weren't For The Media, We Wouldn't Get Timely News Of The Good And Bad Conditions In The World.
_______________________________________________________________
Roman Urdu Translation:
Aaj Duniya Mein Hooshiyar Aur Taiz Media Hai....!
Media Ab Hamari Zindagi Ka Aik Ahem Hissa Hai, Yeh Aaj Zindagi Ke Har Rastay Mein Bohat Ahem Kirdaar Ada Kar Raha Hai. Yeh Hamein Duniya Ke Manzar-Namo Se Jorta Hai Aur Hamein Bohat Saari Cheezon Jaisay Khabron, Tareekh, Tafreeh Wagera Se Aagah Karta Hai.
Jo Up-Grade Shuda Shakhsiyat Ban'Nay Mein Hamari Bohat Madad Karta Hai. Aik Waqt Tha Jab Insaan Is Duniya Mein Runuma Honay Walay Waqiyat Ke Baarey Mein Kuch Nahi Jaanta Tha, Is Ka Bairooni Ilm Sirf Is Ke Shehron Ya Gaon Tak Mehdood Tha. Lekin Jaisay Jaisay Waqt Guzarta Gaya, Chizen Daryaft Huein Aur Naye Ideas Aur Khayalat Ne Camera, Satellite, MicroPhone, Machinery Waghera Jaisi Cheezon Ki Ijaad Ki. Un Cheezon Ne Is Duniya Mein Rehne Walay Har Fard Ki Zindagi Aassan Kar Di. Aaj Insaan Ko Har Khabar Se Din Ba Din Aur Minute Minute Mein Taaza Kya Ja Raha Hai.Ab Is Waqt Mein,Media
Agar Media Na Hota To Hamein Duniya Ke Achay Buray Halaat Ki Bar-Waqat Khabrain Na Mil Paati. Gharz Ke Aaj Media Ki Badolat Yeh Munkin Huwa Ke Poori Duniya Aik Gaon Mein Tabdeel Hochuki Hai Hum Aik Button Daba Kar Kisi Bhi Mulk Ke Halaat Aur Waqeat Jaan Satke Hain...!