What Is Cloud Computing Technology And Why We Use It...!

Arib Alam Siddiqui
0
Today We Are Using Cloud Computing Very Frequently...!












As You Know Today's World Is Day By Day The Field Of Technology Is Becoming More Advanced. The Same Use Of Technology In Human Life Today It Is Being Done Like Water And Electricity At The Same Time, 











The Use Of Cloud Computing On The Internet Would Be a Very Important Part Of Business Today Is Going To Cloud Computing Users And Businesses
It Allows You To Use Applications Without Any Installation And Access
The Internets. As Well As Access
Your Personal Files On Any Other Computer.
Simply Put, Cloud Computing Means Storing And Accessing Your Data On The Internet Instead Of On Your Computer's Hard Drive.
Used For Cloud Computing Backend Database Service Cloud Computing Is An Application-Based Software Infrastructure That Supports Data Stores, Cloud Computing Service Providers Generally Security Risks, Data Breaches,
Facilitate The Occurrence Of Data Loss, Etc.
Most People Today Use Cloud Computing Services Most Used Are Google Drive, Gmail, Youtube, And Even Instagram And Facebook. These Are All Cloud Based Applications.



_________________________________________________

Roman Urdu Translation:

Aaj Hum Cloud Computing Bohat Kasrat Se Istemaal Kar Rahay Hain...!


















Jaisa Ke Aap Jantay Hain Ke Aaj Ki Duniya Roz Bah Roz Technology Ke Shobay Mein Mazeed Taraqqi Yafta Hoti Jarahi Hai. Aaj Technology Ka Istemaal Insani Zindagi Mein Pani Aur Bijli Ki Terhan Kya Ja Raha Hai Wahin Sath Hi Kaarobar Ke Lihaz Se Aaj Internet Par Cloud Computing Ka Istemaal bhi Intahi Laazmi Hissa Bantaa Ja Raha Hai.
Cloud Computing Sarfeen Aur Karobari Idaron Ko Yeh Sahoolat Muhayya Karta Hai Ke Kisi Bhi Installation K Baghair Applications Ka Istemaal
Karne Aur Internet Tak Rasai Ke Sath Sath Kisi Bhi Dosray Computer Par Apni Zaati Kam Tak Rasai Ki Ijazat Deta Hai.
Aassan Alfaaz Mein Cloud
Computing Ka Matlab Yeh Hai Ke Aap Ka Data Computer Ki Hard Drive Ke Bajaye Internet Par Store Karna Aur Is Tak Rasai Haasil Karna. Cloud Computing Backend DataBase Service Ke Liye Istemaal Kya Jata Hai
Cloud Computing Aik Applications Par Mubni Software infrastructure Hai Jo

Data Ko Store Karta Hai, Cloud Computing Service Faraham Karne Walay Aam Tor Par Security Ke Khatraat, Data Ki Khilaaf Warzi, 
Data Mein Kami, Waghera Ke Waqiat Na Honay Ki Sahoolat Muhayya Karte Hai. 
Aaj Ziyada Tar Log Cloud 
Computing Ki Khidmaat Ka Kasrat 
Se Istemaal Kar Rahay Hain Google Drive, Gmail, You Tube, Aur Yahan Tak Ke Instagram Aur Facebook Waghera Yeh Sab Cloud Based Applications Hi Hain...!

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)